|
Seo Urdu Tutorial |
What Is Seo Urdu Tutorial.People Search This Post in google Like This. "Seo Basic, Seo Services, What Is Seo,Seo tools, Seo Free Tools, Seo Tips, Seo Free Tools"Asalam alikum Doston Boht say log ajj bhi aisai hain jo website to bana laitai hain par Seo Ka Matalb nahi jantai.
What is Seo
Seo Mean "Search Engine Optimization" Is Ka matlab ya hoa k apki website ki search ko optimaize karna. Simply Define Karta ho..For Example Main Ek Website Banata ho.Or Mere Website ka name hai "Tutsurdu.blogspot.com" Ab Mainai website to bana li par main ab ya website app ko kaisai btao or world main isai pulish kaisai karo.To is k liya mujhai apni website ki seo bnani parai gi jis ki waja say meri website google search engine main a jai gi.Or main Yaqeen k sath k sakhta ho k app ko shayad hi koi Aisi website mili ho jis main seo ko Urdu main or is tarhan samhjaya gaya ho.To janab ab main app ko ya btata ho k Seo bnatai kaisai hain iska use kaisai hota hai.
How To Make Website Seo
Seo "Search Engine Optimization" Ab main app ko bata to k hum kaisai or kis tarhan apni site ka seo bana saktai hain.Sub say pahlay app k pas ek website ho jis par app posting kartai ho.For Example main Ek Post kar raha ho k Website ka seo kaisai bnatai hain.jo basics hain main wo nichai details main likh daita ho jo important hain best seo k liya.
Important For Make Best Seo
1: App ka posting title aisa ho k jo har ek ki soch main search kartai hoi ay.Jaisai meri soch main ya aya k visitor is post ko "What Is Seo Urdu Tutorial" K name say search kar sakta hai.
2: Post Title K Mutabic Honi Zarori hai.
3: Post Takriban 400 To 500 Word Ki ho.
4: Post unique ho.
5: Seo k liya jo sub say zada ahmiate rakhta hai wo hai "Tags"
6: Or Thora dihan main rakhain k App ki post ki heading or post <h2> or <h1> par ho Google is size ko kafi tarji daita hai.
7: Best Keywords jo Search main Asan ho.
How to Post Best Seo Articels
Ab main app logo ko Bata ho k hum post kaisai karai.Sub say Pahlay App title type karain.
Like This "What Is Seo Urdu Tutorial" Us ka bad post likhain or koshish karain shoro ki 3 say 4 line title say match hojain.Or Akher main tags Laga kar Post kar dain.
apki post 1 say do din main google k search engine main show ho jai gi.or jitni achi app post likhain gai or jitnai Visitor Ayngai uskai mutabik Google usai Manage kar dai ga.